Dil mein aag, aankhon mein sukoon,
More like this
Dost ke liye main hamesha khada hoon, chahe waqt kaisa bhi ho,
Mera dost mera bhai hai, aur bhai ko kabhi akela nahi chhodta.
Tumhari baatein sun kar hasi aati hai, magar hum muskurate hain,
Jawab dena aata hai humein, bas hum apni class nahi girate.
Mere dost kam hain, magar mushkil mein sab khade hote hain,
Jo waqt pe kaam aaye, wahi mera asli dost hai.
Woh meri haar ginte hain, main apni jeet ginta hoon,
Sher khuli aankhon se jaagta hai.